Manzil!!!

Jaane kyu aaj raahein meri manzil ka pataa puchne lagi, jaane kyu aaj dhadkan meri zindagi ka maksad tatoolne lagi,, jaane kyu aaj sakshiyat meri hakikat ka muaina karne lagi, jaane kyu aaj chahat meri saanso ka hisab mangne lagi Rajaa to thi dil aur dimag dono ki par na jane kyu aaj ye takdeer ko kosne lagi..